Yahan har shaks har pal :Pankaj Udhas – Lyrics

"जन्म लिया है तो सिर्फ साँसे मत लीजिये, जीने का शौक भी रखिये"

Yahan har shaks har pal hadsaa hone se darta hai
Khilauna hai jo mitti se fana hone se darta
Mere dil ke kisi kone mein ek masoom sa bachcha
Badon ki dekh kar duniya, bada hone se darta hai
Na bas mein zindagi iske na qaabu maut par iska
Magar insaan phir bhi kab khuda hone se darta
Ajab ye zindagi ki qaid hai duniya ka har insaan
Rihayi maangta hai aur riha hone darta

Every person here, every moment is scared of happenings, 
We are all like toys made of mud, scared of being destroyed. 
Somewhere in a corner of my heart is an innocent child, 
Who after seeing this world of grown ups, is scared of growing up.
No one has  control  on  life and death.
And still given a chance every human likes to act like he is GOD Life is so strange,
that every person in the world is imprisoned All of us pray for liberation,
but at the same time we are scared of it.
 All of us ask for salvation (freedom of the soul) but none of us are ready to leave behind the worldly ties